Jai Lakshmi Ramana Swami Jai Lashmi Ramana।
Satyanarayan Swami Jan Patak Harana॥

Ratan Ja Rat Singhasan Adhbut Chabee Rajey।
Narad Kahat Niranjan Narad Kahat Niranjan, Ghanta dhun bhajey॥

Pragat Bhaye Kali Karan Dwij Ko Daras Diya।
Budha Brahman Bankey Kanchan Mahal Kiya॥

Durbal Bhil Kathier Jan Par Kripa Karey।
Chandra Choor Ik Raja Jinaki Vipat Hare॥

Vaishya Manorath Payo Shradha Uj Dini।
So Fal Bhogyo Prabhuji Fer Ustati Kini॥

Bhav Bhakti Ke Karan Chhin Chhin Roop Dharya।
Sharda Dharan Kini Tin Ka Karj Sarya॥

Gwal Bal Sang Raja Ban Mein Bhagti Karey॥
Man Vanchit Fal Dino Deen Dayal Harey ||

Charhat Prasad Sawayo Kadali Fal Mewa॥
Doop Deep Tulsi Se Raje Sat Deva॥

Shri Satya Narayan Ji Ki Aarti jo koi nar gaavey॥
Kahat Shivanand Swami Man Vanchhit Fal Pave॥